MIRZA GHALIB
Top 10 shayari of mirza ghalib
Mirza Asadullah Khan Ghalib
1. umar bhar ghalib ye hi bhool karta rahadhool chere pe thi aur aina saaf karta raha
2. hame pata hai tum kahi aur ke musaafir ho hamara shahar to bas yu hi raaste me aa gaya tha
3. masroof rahene ka andaaz tumeh tanha na karde GHALIB,riste fursat ke nahi tavajjo ke mohtaj hote hain!.
4. Guzar jayega yeh daur bhi "Ghalib"zara itminan toh rakh,khushi hi na thehri toh gham kikya aukaat hai.!
5. halkey mein mat le saawle rangko aey-Ghalib,
humney doodh se jyada 'chai' kedeewaaney dekhe hai.
6. Mujhse kehti hai teresaath rahungi sadaaghalib bahot pyaar karti hai mujhse udaasi meri.
7. Hazaaron khwahishein aisi
ki har khwahish pe dum nikle,
bahut nikle mere armaan
lekin phir bhi kam nikle
8. Dil se teri nigaah
jigar tak utar gai,
dono ko ik adaa mein
Raza -mand kar gai
9.Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aakhir iss dard ki dawa kya hai,
Humko unse wafa ki ummeed hai
Jo nahi jante wafa kya hai.
10. Dard ho dil me toDawa kijey,Dil he jab dard ho To kya kije.
Others shayari of Mirza Ghalib
0 Comments